Presenting Faaslon mein song from the new movie Baaghi 3 sung by Sachet Tandon while music is delivered by Sachet-Parampara while Faaslon mein lyrics has penned by Shabbir Ahmed..
"FAASLON MEIN LYRICS-BAAGHI 3" Song Info
SONG
SINGER
SACHET TANDON
LYRICS
SHABBIR AHEMAD
MIX AND MASTER
ERIC PILLAI AT FUTURE SOUND OF BOMBAY
LABEL
T SERIES
Faaslon mein bat sake na
Hum juda hoke
Main bichhad ke bhi raha
Pura tera hoke
Faaslon mein bat sake na
Hum juda hoke
Main bichhad ke bhi raha
Pura tera hoke
Kyun mere kadam ko
aag ka dariya roke
Kyun humko milne
se ye dooriyan roke
Ab ishq kya tumse
kare humsa koi hoke
Saans bhi na le
sake tumse alag hoke
Main rahun kadmo
ka tere humsafar hoke
Dard saare mitt gaye
humdard jab se tu mila
Kyun sab humse jal rahe hai
Kyun hum unko khal rahe hai
Haan ye kaisa junoon sa hai
Hum ye kis raah chal rahe hai
Haan meri is baat ko tum jehan mein rakhna
Pul hoon dariya ka main
Tu mujhpe hi bas chalna
Har janam mein ishq banke
Hi mujhe milna
Teri saanso se hai meri
Dhadkano ke kaafile
Faaslon mein bat sake na
Hum juda hoke
Main bichhad ke bhi raha
Pura tera hoke
Main rahun teri
jameen ka aashman hoke
Main bichhad ke bhi
raha pura tera hoke
Aur main nahi hargiz
rahunga daastan hoke
Hum juda hoke
Main bichhad ke bhi raha
Pura tera hoke
Faaslon mein bat sake na
Hum juda hoke
Main bichhad ke bhi raha
Pura tera hoke
Kyun mere kadam ko
aag ka dariya roke
Kyun humko milne
se ye dooriyan roke
Ab ishq kya tumse
kare humsa koi hoke
Saans bhi na le
sake tumse alag hoke
Main rahun kadmo
ka tere humsafar hoke
Dard saare mitt gaye
humdard jab se tu mila
Kyun sab humse jal rahe hai
Kyun hum unko khal rahe hai
Haan ye kaisa junoon sa hai
Hum ye kis raah chal rahe hai
Haan meri is baat ko tum jehan mein rakhna
Pul hoon dariya ka main
Tu mujhpe hi bas chalna
Har janam mein ishq banke
Hi mujhe milna
Teri saanso se hai meri
Dhadkano ke kaafile
Faaslon mein bat sake na
Hum juda hoke
Main bichhad ke bhi raha
Pura tera hoke
Main rahun teri
jameen ka aashman hoke
Main bichhad ke bhi
raha pura tera hoke
Aur main nahi hargiz
rahunga daastan hoke
0 Comments